ye-jism-hai-to-kya-chords-ali-azmat

Ye Jism Hai To Kya Chords – Ali Azmat

Ye Jism Hai To Kya Chords – Ali Azmat

Capo: No Capo
Key: E Minor
Difficulty: Beginner

Yeh [Em]jism hai toh kya
Ye rooh ka libaas hai
Yeh [D]dard hai toh kya
Ye ishq ki talash hai
[C]Fanaa kiya mujhe
Ye chahne ki aas ne
[D]Taraa taraa [Em]shikast hi hua

[Em]Raza hai kya teri, dilo Jahaan tabaah kiya
[D]Sazaa bhi kya teri, wafaa ko bewafaa kiya
[C]Wah re zindagi, se yun mujhe juda kiya
[D]Kahaan Kahaan, [Em]phirun main dhoondta

[Em]Raza hai kya teri, dilo Jahaan tabaah kiya
[D]Sazaa bhi kya teri, wafaa ko bewafaa kiya
[C]Wah re zindagi, se yun mujhe juda kiya
[D]Kahaan Kahaan, [Em]phirun main dhoondta

[Em]Wahaan jahaan tuhi mera libaas hai
[D]Wahaan jahaan teri hi bas talash hai
[C]Wahaan jahaan tujhi pe khatam aas hai
[D]Wahin shuru [Em]wahin pe dafan jaan hai

[Em]Wahaan jahaan tuhi mera libaas hai
[D]Wahaan jahaan teri hi bas talash hai
[C]Wahaan jahaan tujhi pe khatam aas hai
[D]Wahin shuru [Em]wahin pe dafan jaan hai

Yeh [Em]jism hai toh kya, ye rooh ka libaas hai
Yeh [D]dard hai toh kya, ye ishq ki talash hai
[C]Fanaa kiya mujhe, ye chahne ki aas ne
[D]Taraa taraa [Em]shikast hi hua

Click to rate this post!
[Total: 0 Average: 0]

Leave a Reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *

This website uses cookies to ensure you get the best experience. By continuing to use this site, you agree to our use of cookies. Learn more.