Dil Aaj Kal Chords – KK

[Em] Dil aaj kal meri sunta nahi
[Am] Dil aaj kal paas rehta nahi
[Em] Dil aaj kal meri sunta nahi
[Am] Dil aaj kal paas rehta nahi

Ye [Em] tujhse hi milne ko [G] chaahe
Ye [Am] teri hi karta hai [C] baatein

Kya [Em] tum ho, kya tum ho wahi
Kya [Am] tum ho, kya tum ho wahi

[Em] Dil aaj kal meri sunta nahi
[Am] Dil aaj kal paas rehta nahi
[Em] Dil aaj kal meri sunta nahi
[Am] Dil aaj kal paas rehta nahi

Teri [Em] aankhon ke raste ye chale jaata hai
Jo [Am] bulaaun main kabhi laut aata nahi
[Em] Bekhabar ye zamaane se takraata hai
[Am] Bedhadak mujhse kehta hai main hoon yun hi

Ye [Em] tujhse hi milke [G] hua hai
Jo [Am] teri nazar ne [C] chua hai

Kya [Em] tum ho, kya tum ho wohi
Kya [Am] tum ho, kya tum ho wohi

[Em] Dil aaj kal meri sunta nahi
[Am] Dil aaj kal
[Em] Dil aaj kal meri sunta nahi
[Am] Dil aaj kal

[C] [G] [Em] [F]
[Em] [B] [Em] [Am]

[Em] Hai hunar ek naya isko tujhse mila
[Am] Muskura ke ye milta hai sabse abhi
[Em] Aadhi raaton mein mujhko ye deta utha
[Am] Mujhse pooche ye raatein kyun kat ti nahi

Ye [Em] tujhse hi milne ko [G] chaahe
Ye [Am] teri hi karta hai [C] baatein

Kya [Em] tum ho, kya tum ho wohi
Kya [Am] tum ho, kya tum ho wohi

[Em] Dil aaj kal meri sunta nahi
[Am] Dil aaj kal
[Em] Dil aaj kal meri sunta nahi
[Am] Dil aaj kal