Ek Pyaar Ka Nagma Hai Chords & Lyrics – Sanam

[F] Ek pyaar ka nagma [Fmaj7] hai
[F] Maujon ki rawaani [Fmaj7] hai
[C] Zindagi aur kuchh bhi [A#] nahi
Teri meri [Csus4] kaha[C]ani [F] hai
[F] Ek pyaar ka nagma [Fmaj7] hai

[F] Kuch paa kar khona [Am] hai
Kuch [Dm] kho kar pana [Am] hai
[Cm] Jeevan ka matlab [A#] to
[Csus4] Aana [C] aur jaana [F] hai

[F] Do pal ke jeevan [Fmaj7] se
Ek [Dm] umra churani [F] hai
[C] Zindagi aur kuch bhi [A#] nahi
Teri [Gm] meri [C] kahaani [F] hai
[F] Ek pyaar ka nagma hai

Tu [F] dhaar hai nadiya [Am] ki
Main [Dm] tera kinara [Am] hoon
Tu [Cm] mera sahara [A#] hai
Main [C] tera sahara [F] hoon

[F] Aakhon mein samandar hai
[Dm] Aashaon ka paani hai
[C] Zindagi aur kuch bhi [A#] nahi
Teri [C] meri kahaani [F] hai
[F] Ek pyaar ka nagma hai

[F] Toofan ko aana [Am] hai
Aakar [Dm] chale jaana [Am] hai
[Cm] Baadal hai yeh kuchh pal [A#] ka
Chaa [Csus4] kar [C] dhal jaana [F] hai

[F] Parchhaiyan reh jaati
Reh [Dm] jaati nishaani [F] hai
[C] Zindagi aur kuchh bhi [A#] nahi
Teri meri [Gm] kaha[C]ani [F] hai

[F] Ek pyaar ka nagma [Fmaj7] hai
[F] Maujon ki rawaani [Fmaj7] hai
[C] Zindagi aur kuchh bhi [A#] nahi
Teri meri [Csus4] kaha[C]ani [F] hai
Teri meri [Csus4] kaha[C]ani [F] hai
Teri meri [Csus4] kaha[C]ani [F] hai