Phoolon Ke Rang Se Chords – Kishore Kumar
[F] Phoolo ke rang se, dil ki kalam se
Tujhko likhi roz [C] paati
[F] Kaise batau, kis kis tarah se
Pal pal mujhe tu sa[C]tati
[C] Tere hi sapne, le kar ke soya
[F] Teri hi yaadon mein jaaga
Tere khayalon mein uljha raha hu
Jaise ki mala mein [C] dhaga
Haan, baadal bijli [Bb] chandan paani
[F] Jaisa apna [C] pyaar
[F] Lena hoga [C] janam hame
[F] Kayi [C] kayi [F] bar
Haan, [C] itna madir, [Bb] itna madhur
[F] Tera mera [C] pyaar
[F] Lena hoga [C] janam hame
[F] Kayi [C] kayi [F] bar
[F] Saaso ki saragam, dhadkan ki beena
Sapno ki geetanjali [C] tu
[F] Man ki gali mein, mehke jo har dam
Aisi juhi ki ka[C]li tu
[C] Chota safar ho, lamba safar ho
[F] Sooni dagar ho yaa mela
Yaad tu aaye, man ho jaaye
Bheed ke beech a[C]kela
Haan, baadal bijli [Bb] chandan paani
[F] Jaisa apna [C] pyaar
[F] Lena hoga [C] janam hame
[F] Kayi [C] kayi [F] bar
Haan, [C] itna madir, [Bb] itna madhur
[F] Tera mera [C] pyaar
[F] Lena hoga [C] janam hame
[F] Kayi [C] kayi [F] bar
[F] Poorab ho pachim, uttar ho dakshin
Tu har jagah musku[C]raye
[F] Jitna hi jaun, main duur tujhse
Utni hi tu paas [C] aaye
[C] Aandhi ne roka, paani ne toka
[F] Duniya ne haskar pukara
Tasweer teri lekin liye main
Kar aaya sab se ki[C]nara
Haan, baadal bijli [Bb] chandan paani
[F] Jaisa apna [C] pyaar
[F] Lena hoga [C] janam hame
[F] Kayi [C] kayi [F] bar
Haan, [C] itna madir, [Bb] itna madhur
[F] Tera mera [C] pyaar
[F] Lena hoga [C] janam hame
[F] Kayi [C] kayi [F] bar
[F] Kayi [C] kayi [F] bar
[F] Kayi [C] kayi [F] bar