Shiva Sama Rahe Mujhme Chords – Hansraj Raghuwanshi
Capo: 2nd Fret
Key: D Major
Tuning: E A D G B E
Difficulty: Beginner
[D] Om namah shivay
[D] Om namah shivay
[D] Shiv sama rahe [G] mujhme
Aur mai [Em] shunya ho [D] raha hoon
[D] Shiv sama rahe [G] mujhme
Aur mai [Em] shunya ho [D] raha hoon
[D] Krodh ko, [F#m] lobh ko
[Em] Krodh ko, [F#m] lobh ko
[G] Main bhasma [C] kar raha hoon.. [G]
[D] Shiv sama rahe [G] mujhme
Aur mai [Em] shunya ho [D] raha hoon
[D] Om namah shivay
[D] Brahma muraari suraarchit lingam
[G] Nirmal bhashit shobhit lingam
[Em] Janmaja dukh [G] vinaashk lingam
Tat [A] pranamaami sadaa [D] shiv lingam
[D] Teri banayi [G] duniya mein
Koyi [Em] tujh sa [D] mila nahi
[D] Main toh bhatka [G] darbadar
Koyi [Em] kinara [D] mila nahi
[D] Jitna paas tujh [Em] ko paya
[F#m] Utna khud se [G] door ja [A] raha hoon
[D] Shiv sama rahe [G] mujhme
Aur mai [Em] shunya ho [D] raha hoon
[D] Om namah shivay
[D] Maine khud ko [G] khud hi bandha
[C] Apni khinchi [G] lakiron [D] mein
[D] Main lipat chuka tha
[C] Ichha ki [G] zanjiron [D] mein
[C] Anant ki gahraiyon mein
[C] Samay se door ho [D] raha hoon
[C] Shiv pranon me utar rahe
Aur [C] mai mukt [D] ho raha hoon
[D] Shiv sama rahe [G] mujhme
Aur mai [Em] shunya ho [D] raha hoon
[D] Wo subah ki pahli kiran mein
[D] Wo kastoori ban ke hiran mein
[C] Megho me garje, gunje gagan mein
[G] Ramta jogi, ramta gagan mein
[D] Wo hi vaayu mein, wo hi aayu mein
[D] Wo jism mein, wo hi roh! Mein
[C] Wo hi chhaya mein, wo hi dhoop mein
[G] Wo hi hain har ek roop mein
[D] O… Bhole… O…
[D] Krodh ko, [F#m] lobh ko
[Em] Krodh ko, [F#m] lobh ko
[G] Main bhasma [C] kar raha hoon.. [G]
[D] Shiv sama rahe [G] mujhme
Aur mai [Em] shunya ho [D] raha hoon

